SEARCH RESULTS
Showing search results for "rau.ndne"
Ghazal MATCHES FOR "rau.ndne"
Ghazal
rau.ndne ke liye tayyaar hai.n saare apne
ko.ii raazii hii nahii.n mujh ko uThaane ke liye
Rakesh Rahi
Ghazal
sahraa ko rau.ndne kii havas paa-ba-gil hai ab
yuu.n thaa kabhii ki daaman-e-aafaaq ta.ng thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Anwar Feroz
Ghazal
ruKH-e-ra.ngiin-e-hasii.n ek chaman hai lekin
rau.ndne ke liye ho sabza-e-begaana-e-dil
Saqib Lakhnavi
Ghazal
raahat-e-jaan-e-'zafar' hai.n shaahidaan-e-be-hunar
rau.ndne ko un ke qadmo.n me.n hunar rakh diijiye
Sirajuddin Zafar
Ghazal
'alii' me.n sabze ko rau.ndne kii sazaa ke baa.is
barahna-sar se barahna-paa.ii pe aa gayaa huu.n
Ali Muzammil
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
gulo.n ko rau.ndne vaalo unhe.n bhii yaad karo
jo log kar ga.e talvo.n se KHaar chun ke alag
Amit Bajaj
Ghazal
jo be-qaraar the auro.n kii laash rau.ndne ko
sunaa hai apne hii taabuut kii vo kiil hu.e
Wajid Sahri
Ghazal
sahraa ko rau.ndne kii havas paa-ba-gil hai ab
yuu.n thaa kabhii ki daaman-e-aafaaq tang thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
kal jinhe.n chhuu nahii.n saktii thii farishto.n kii nazar
aaj vo raunaq-e-baazaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
vahshat kaa sabab rauzan-e-zindaa.n to nahii.n hai
mehr o mah o anjum ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n apne paa.nv tale rau.ndtaa huu.n saa.e ko
badan miraa hii sahii dopahar na bhaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
dil-e-muztar se puuchh ai raunaq-e-bazm
mai.n KHud aayaa nahii.n laayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Ghazal
phir us ke baa'd zamaane ne mujh ko rau.nd diyaa
mai.n gir pa.Daa thaa kisii aur ko uThaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
ye jo zindaa.n me.n tumhe.n saa.e nazar aate hai.n
ye kabhii raunaq-e-darbaar hu.aa karte the