SEARCH RESULTS
Showing search results for "ravish-e-kaafir-o-dii.n-daar"
Ghazal MATCHES FOR "ravish-e-kaafir-o-dii.n-daar"
Ghazal
ma.abad-e-dil me.n parastaar-e-mohabbat huu.n 'asar'
ravish-e-kaafir-o-dii.n-daar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
itnii havaa na vaa.iz-e-dii.n-daar baa.ndhiye
izzat sa.nbaaliye sar-e-dastaar baa.ndhiye
Arsh Siddiqui
Ghazal
kufr-e-ishq aayaa badal mujh momin-e-dii.n-daar tak
naubat-e-baa-sandal-o-qashqa hai bal zunnaar tak
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Hanson Rehani
Ghazal
yahii to chashm-e-haqiiqat nigar kaa surma hai
nizaa-e-kaafir-o-dii.n-daar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
ka.aba o dair me.n vo KHaana-barandaaz kahaa.n
gardish-e-kaafir-o-dii.n-daar liye phirtii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo log kahaa.n jaa.e.n jo kaafir hai.n na dii.n-daar
phir kashmakash-e-kaafir-o-diin-daar chalii hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
chehra bhii barq bhii dil lene me.n gesuu bhii balaa
ek saa mo.ajaza hai kaafir o dii.n-daar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dair o masjid me.n tamann-e-ziyaarat kis kii
tum ko ai kaafir o dii.n-daar liye phirtii hai
Imdad Imam Asar
Ghazal
sub.ha se matlab na kuchh zunnaar se
hai.n judaa ham kaafir o dii.n-daar se
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
ham ri.nd hu.e shaahid-e-maqsuud se vaasil
jhag.De me.n rahe kaafir o dii.n-daar hamesha
Rind Lakhnavi
Ghazal
sehr-andaaz hai kyaa niim-nigaahii terii
ek se kaafir-o-dii.n-daar nazar aate hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
charKH par apne cha.Dhaa.e hu.e duniyaa kii havas
sai.nka.Do.n kaafir-o-dii.n-daar liye phirtii hai
Shaghil Usmani
Ghazal
be-KHudii diivaangii me.n is tarah sarshaar hai.n
bhuulte hai.n aap ko ho kaafir o dii.n-daar mast
Miskeen Shah
Ghazal
qaul apnaa hai ye sub.ha-o-zunnaar ke liye
do phande hai.n ye kaafir-o-dii.n-daar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ek ho jaatii abhii kaafir-o-dii.n-daar kii raah
agar un juTTii bhuvo.n kaa ik ishaaraa hotaa
Yagana Changezi
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
saabit bachaa na kaafir o dii.n-daar tak ko.ii
teG-e-nigah ne us kii kiye vaar har taraf