SEARCH RESULTS
Showing search results for "reshma tez video"
Ghazal MATCHES FOR "reshma tez video"
Ghazal
hai KHuun-e-be-gunah se jigar resh-e-teG bhii
jauhar nahii.n ye hai tan-e-shamshiir paash paash
Zeba
Ghazal
na.e gulo.n kii sadaa-e-shaguft tez hu.ii
havaa ke lams se rishta kalaam kaa niklaa
Mazhar Imam
Ghazal
mere mahbuub kaa urdu se hai rishta kam-kam
mainuu.n aa.ndii na.ii.n punjabi te gal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
Shahzad Tabish
Ghazal
tez hai.n to kyaa Gam hai tund hai.n to shikva kyaa
in havaa.o.n se apnaa baal-o-par kaa rishta hai
Abbas Rizvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
subuut-e-mohkamii-e-jaa.n thii jis kii burrish-naaz
usii kii teG se rishta rag-e-guluu kaa bhii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
kyaa tez-paa the din kii tamaazat ke qaafile
haatho.n se rishta-e-shab-e-afsaana chhuT gayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
naazuk bahut hai rishta-e-dil tez mat chalo
dekho tumhaare haath se ye silsila na jaa.e