SEARCH RESULTS
Showing search results for "rev.do.n"
Ghazal MATCHES FOR "rev.do.n"
Ghazal
Anwar Jamal
Ghazal
rindo.n ko Daraa sakte hai.n kyaa hazrat-e-vaa.iz
jo kahte hai.n allaah se Dar kar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
qayaamat ke aane me.n rindo.n ko shak thaa
jo dekhaa to vaa.iz chale aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Unknown
Ghazal
dushvaar hai rindo.n par inkaar-e-karam yaksar
ai saaqi-e-jaa.n-parvar kuchh lutf-o-inaayat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ai tuu ki tere dar pe hai.n rindo.n ke jamghaTe
ik roz us faqiir ke ghar aa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
kahii.n aabid banaa kahii.n zaahid
kahii.n rindo.n kaa peshvaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
ba.Dh ke rindo.n ne qadam hazrat-e-vaa'iz ke liye
girte pa.Dte jo dar-e-piir-e-muGaa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Ghazal
maiKHaane kii tauhiin hai rindo.n kii hatak hai
kam-zarf ke haatho.n me.n agar jaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
rindo.n ko 'hafiiz' itnaa samjhaa de ko.ii jaa kar
aapas me.n la.Doge tum vaa.iz kaa bhalaa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
mai-KHvaar to hai mohtasib-e-shahr ziyaada
rindo.n ne yuu.nhii muft me.n ilzaam liyaa hai
Kausar Niyazi
Ghazal
use bhii Thaan rakh saaqii yaqii.n hogaa na rindo.n ko
agar zaahid pahan kar jaama-e-ehraam aa.egaa