SEARCH RESULTS
Showing search results for "rezish"
Ghazal MATCHES FOR "rezish"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai sariir-e-KHaama rezish-haa-e-istiqbaal-e-naaz
naama KHud paiGaam ko baal-o-par-e-parvaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
afv par afv kii rezish hai udhar se har dam
aur mai.n taqsiir pe taqsiir kiye jaataa huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham ne u.Dnaa hai 'muftii' u.De.nge zaruur
rezish-e-baal-o-par ham nahii.n jaante
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
nahii.n paa.egaa nishaa.n ko.ii hamaaraa hargiz
ham jahaa.n se ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taqliid kii ravish se to behtar hai KHud-kushii
rasta bhii Dhuu.nD KHizr kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
ravish buzurgo.n kii shaamil hai merii ghuTTii me.n
zaruuratan bhii sakhii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo kaj-ravish na milaa raaste me.n mujh se kabhii
na siidhii tarah se un ne miraa salaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
'saajid' gulaab-chaal chaluu.ngaa ravish ravish
dhartii pe gulistaan-e-shafaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
mujh ko miTaa ga.ii ravish-e-sharmgii.n tirii
me.n jazb ho gayaa nigah-e-sharmsaar me.n