SEARCH RESULTS
Showing search results for "rifaah"
Ghazal MATCHES FOR "rifaah"
Ghazal
vo thaana ho shifaa-KHaana ho yaa phir Daak-KHaana ho
rifaah-e-aam ke saare idaare ek jaise hai.n
Sarfaraz Shahid
Ghazal
KHudaa-parast samajhte hai.n farz KHidmat-e-KHalq
rifaah-e-aam me.n koshish mudaam karte hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ashko.n ko aarzuu-e-rihaa.ii hai ro.iye
aa.nkho.n kii ab isii me.n bhalaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
nau-giraftaar-e-vafaa sa.i-e-rihaa.ii hai abas
ham bhii uljhe the bahut daam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
phir qafas me.n shor uTThaa qaidiyo.n kaa aur sayyaad
dekhnaa u.Daa degaa phir KHabar rihaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
ai maut mujhe tuu ne musiibat se nikaalaa
sayyaad samajhtaa thaa rihaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
aa.nkh se aa.nsuu nikal jaa.e.nge aur Tahnii se phuul
vaqt badlegaa to sab qaidii rihaa ho jaa.e.nge
Ahmad Mushtaq
Ghazal
agar yahii tirii duniyaa kaa haal hai maalik
to merii qaid bhalii hai mujhe rihaa.ii na de