SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta-e-ulfat"
Ghazal MATCHES FOR "rishta-e-ulfat"
Ghazal
KHatar hai rishta-e-ulfat rag-e-gardan na ho jaave
Guruur-e-dostii aafat hai tuu dushman na ho jaave
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n us ko suurat-e-KHargaah-o-KHema huu.n 'ulfat'
miraa sanam mujhe misl-e-tanaab lagtaa hai
Raakesh ulfat
Ghazal
Jawed Ulfat
Ghazal
rashk aataa hai mujhe rasm-e-vafaa par 'ulfat'
bevafaa honaa yahaa.n shart-e-vafaa hai ab bhii
Jawed Ulfat
Ghazal
sham' saa.n jalte rahe lekin na to.Daa yaar se
rishta-e-ulfat tamaamii 'umr gardan me.n rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik rishta-e-ulfat me.n gardan hai hazaaro.n kii
tasbiih ise kahte hai.n zunnaar ise kahte hai.n
Amanat Lakhnavi
Ghazal
naazuk bahut hai rishta-e-ulfat na TuuT jaa.e
itnaa na apne aap ko ai mah-jamaal khii.nch
Dagh Dehlvi
Ghazal
Khan Arzoo Sirajuddin Ali
Ghazal
dil vaalo.n se bas puuchho hai kyaa rishta-e-ulfat
tasbiih se puuchho na ye zunnaar se puuchho
Mahir Bilgrami
Ghazal
jab ho kisii kaa rishta-e-ulfat gale kaa tauq
diivaana-pan hai sub.ha-o-zunnaar kii havas
Jalal Lakhnavi
Ghazal
aaj-kal Gair se hai tujh ko jo ai zulm-pasand
kaash vo rishta-e-ulfat tiraa paimaa.n hotaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
jo TuuT gayaa rishta-e-ulfat hii to kyo.n log
lete hai.n tiraa naam mere naam se pahle
Rizwan Banarsi
Ghazal
tarah sozan kii jo hai.n rishta-e-ulfat me.n pha.nse
jis taraf sair kare.n ruu-ba-qazaa jaate hai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
taaj-e-zar ke liye kyuu.n sham' kaa sar kaaTe hai
rishta-e-ulfat-e-parvaana ko gul-giir na to.D
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
dekhiye haal-e-pareshaa.n ko ulaT kar 'ulfat'
ham kisii maazii ke kho.e hu.e aa.inda hai.n