SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishvat-khor"
Ghazal MATCHES FOR "rishvat-khor"
Ghazal
mujh saa anjaan kisii mo.D pe kho saktaa hai
haadsa ko.ii bhii is shahr me.n ho saktaa hai
Tahseen Firaqi
Ghazal
raah-e-pur-KHaar se jo gayaa bhii nahii.n
zindagii kyaa hai us ko pataa bhii nahii.n
Mohibullah Rafiq
Ghazal
takliif miT ga.ii magar ehsaas rah gayaa
KHush huu.n ki kuchh na kuchh to mire paas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
lai mohabbat kii hai aaha.ng suKHan-saaz kaa hai
har na.ii nasl se rishta mirii aavaaz kaa hai
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n jis me.n kho gayaa huu.n miraa KHvaab hii to hai
yak do nafas numuud sahii zindagii to hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
sahar ko khoj charaaGo.n pe inhisaar na kar
havaa se dostii rakh us kaa e'tibaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
manzar-e-ziist me.n kuchh rang to bhar detaa hai
KHaar-zaaro.n se kisii aabla-paa kaa rishta
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vaqt ke haatho.n mujhe majbuur honaa thaa hu.aa
rishta-e-mehr-o-vafaa kaafuur honaa thaa hu.aa
Mushtaq Darbhangwi
Ghazal
rishvat ke dam-qadam se salaamat hai zindagii
dil khol kar tamaam hii KHushiyaa.n manaa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
ab kisii se bhii kisii kaa nahii.n rishta shaayad
chand lamho.n kii hai mehmaan ye duniyaa shaayad
Qamar Iqbal
Ghazal
ik tamannaa ki sahar se kahii.n kho jaatii hai
shab ko aa kar mire aaGosh me.n so jaatii hai