SEARCH RESULTS
Showing search results for "rizq-e-numuu"
Ghazal MATCHES FOR "rizq-e-numuu"
Ghazal
khultaa hai har ik Guncha-e-nau-josh-e-numuu se
ye sach hai magar lams-e-havaa bhii hai ko.ii chiiz
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Rabab Rashidi
Ghazal
zarre zarre pe ko.ii phuu.nkegaa afsuun-e-bahaar
maana-e-josh-e-numuu jaur-e-KHizaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
matl-e-sub.h-e-numuu saaf to hogaa 'aazar'
abr chhaayaa hu.aa chhaTne ke liye hotaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
ye kahnaa masnad-e-shaaKH-e-numuu pe thaa jo kabhii
vo phuul suurat-e-KHushbuu bikhar gayaa kahnaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
sehn-e-chaman me.n Dhuu.nD chuke husn-e-irtiqaa
sahraa me.n ab tajassus-e-josh-e-numuu kare.n
Saba Naqvi
Ghazal
mai.n kisii aur sitaare pe khiluu.n-gii is baar
tuu mirii KHaak tah-e-KHaak-e-numuu rakh denaa
Saima Zaidi
Ghazal
Munawwar Aziz
Ghazal
bhaTaktii shab ko milii sub.h yuu.n hu.aa jis dam
sar-e-hayaat-e-numuu daar-e-aaftaab tiraa
Ali Raza Aseer
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
har ek tuKHm ko rizq-e-shikam-purii na samajh
hunar bhii siikh zamii.n se shajar banaane kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
faasla dekh zaraa rizq-o-mohabbat ke beach
aur KHud soch ki kab tak mai.n safar me.n rahtaa