SEARCH RESULTS
Showing search results for "roke"
Ghazal MATCHES FOR "roke"
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aks-e-KHushbuu huu.n bikharne se na roke ko.ii
aur bikhar jaa.uu.n to mujh ko na sameTe ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
raasta roke kha.Dii hai yahii uljhan kab se
ko.ii puuchhe to kahe.n kyaa ki kidhar jaate hai.n
Javed Akhtar
Ghazal
zabt sailaab-e-mohabbat ko kahaa.n tak roke
dil me.n jo baat ho aa.nkho.n se ayaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
roke duniyaa me.n hai yuu.n tark-e-havas kii koshish
jis tarah apne hii saa.e se gurezaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kis ko roke ko.ii raste me.n kahaa.n baat kare
na to aane kii KHabar hai na pataa jaane kaa
Gulzar
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
hamaarii soch kii parvaaz ko roke nahii.n ko.ii
na.e aflaak pe pahre biThaa kar kuchh nahii.n miltaa
Wasi Shah
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
sharm roke hai udhar shauq idhar khii.nche hai
kyaa KHabar thii kabhii is dil kii ye haalat hogii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saa.ns roke hu.e baiThe hai.n makaano.n me.n makii.n
jaane kab aur kise aa ke sadaa de ko.ii
Nazeer Qaisar
Ghazal
hame.n roke hu.e hai paas-e-naamuus-e-mohabbat
ye mat samjho ki ham duniyaa kii parvaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
jo saa.at-e-hasii.n thii vo roke nahii.n rukii
ye lamha bhii 'jamaal' guzar jaane vaalaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaun ubharte hu.e mahtaab kaa rasta roke
us ko har taur suu-e-dasht-e-sahar jaanaa hai