SEARCH RESULTS
Showing search results for "rose"
Ghazal MATCHES FOR "rose"
Ghazal
kyaa zamaana thaa ki ham roz milaa karte the
raat-bhar chaa.nd ke hamraah phiraa karte the
Nasir Kazmi
Ghazal
rose mushaahid rahte the ham shaam talak
phir suuraj kaa maathaa chuumaa karte the
Nivesh Sahu
Ghazal
apne hii shab o roz me.n aabaad rahaa kar
ham log bure log hai.n ham se na milaa kar
Rais Farogh
Ghazal
bichha.D ga.e the kisii roz khel khel me.n ham
ki ek saath nahii.n cha.Dh sake the rail me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
jis roz se apnaa mujhe idraak hu.aa hai
har lamha mirii ziist kaa saffaak hu.aa hai
zafar iqbal zafar
Ghazal
KHud ko jab KHud se kisii roz rihaa.ii duu.ngii
mai.n parindo.n kii tarah u.Dtii dikhaa.ii duu.ngii
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
lagaa ke naqb kisii roz maar sakte hai.n
puraane dost nayaa ruup dhaar sakte hai.n
Bilqees Khan
Ghazal
har roz hii imroz ko fardaa na karoge
va.ada ye karo phir kabhii va.adaa na karoge
Zaheer Kashmiri
Ghazal
vahaa.n to roz sitaaraa nayaa chamaktaa hai
yahaa.n bas ek hii jugnuu hai jo sisaktaa hai
Qasim Niyazi
Ghazal
vahm hii hogaa magar roz kahaa.n hotaa hai
dhu.ndh chhaa.ii hai to ik chehra ayaa.n hotaa hai
Akhilesh Tiwari
Ghazal
roz jo martaa hai is ko aadmii likkho kabhii
tiirgii ke baab me.n bhii raushnii likkho kabhii
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
ik roz jo gulshan me.n vo jaan-e-bahaar aa.e
kaliyo.n pe shabaab aa.e phuulo.n pe nikhaar aa.e