SEARCH RESULTS
Showing search results for "roz-e-siyaah"
Ghazal MATCHES FOR "roz-e-siyaah"
Ghazal
najaat ke liye roz-e-siyaah maa.ngtii hai
zamiin ahl-e-zamii.n se panaah maa.ngtii hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
mere lahje me.n jo Thahraav nahii.n aayaa 'roz'
kyaa mirii talKHii-e-hijrat ko nahii.n jaante ho
Rizwana Saeed Roz
Ghazal
mere hone hii ne ye roz-e-siyah dikhlaayaa
apnii hastii ko miTaa luu.n to chale jaa.iyegaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
ronaa jo ho to ro le bas ai chashm vaqt-e-naza.a
ab aaj KHaatma bhii hai roz-e-siyaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
jise nasiib ho roz-e-siyaah meraa saa
vo shaKHs din na kahe raat ko to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
vo aur ruKH pe zulf ko bikhraa.e aa.e hai.n
taqdiir dekhiye mire roz-e-siyaah kii
Safdar Mirzapuri
Ghazal
mere KHurshiid na hotaa ye miraa roz-e-siyaah
tuu ne gar zulf me.n mukh.Daa na chhupaayaa hotaa
Meer Khaleeq
Ghazal
chashm-e-anjum pe nahii.n abr se vo roz-e-siyaah
jo mire diida-e-KHuu.n-naab-chakaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
hazaaro.n gor kii raate.n hai.n kaaTnii 'naasiKH'
abhii to roz-e-siyah me.n tuu be-qaraar na ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
apnii to umr roz-e-siyah me.n guzar ga.ii
dekhaa kabhii na ham ne shab-e-maah kaa mazaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai charKH na tuu roz-e-siyah 'miir' pe laanaa
bechaara vo ik na.ara-zan-e-niim-shabii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
shab-e-siyaah hu.aa roz ai sajan tujh bin
misaal-e-sham.a jale ahl-e-anjuman tujh bin
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
na roz-e-abr-e-siyah thaa na maahtaab kii raat
gilaas TuuT gayaa kaisii bad-havaasii me.n
Abbas Tabish
Ghazal
roz-e-siyah me.n saath ko.ii de to jaaniye
jab tak faroG-e-sham' hai parvaana saath hai
Nazm Tabatabai
Ghazal
atraaf se har shab simaT aatii hai safedii
har sub.h jabii.n par magar ik roz-e-siyah hai