SEARCH RESULTS
Showing search results for "ru.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "ru.e.n"
Ghazal
kabhii badan ke ru.e.n ru.e.n me.n havaas ubhrii.n
kabhii kare gosh hosh bahre havaa na Thahre
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
laa.e ba-ruu-e-kaar na husn o jamaal ko
mauqa.a thaa phir bhii raat na ra.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taskii.n ko ham na ro.e.n jo zauq-e-nazar mile
huuraan-e-KHuld me.n tirii suurat magar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
agarche gosha-guzii.n huu.n mai.n shaa.iro.n me.n 'miir'
pa mere shor ne ruu-e-zamii.n tamaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai chhe.D iKHtilaat bhii Gairo.n ke saamne
ha.nsne ke badle ro.e.n na kyuu.n gudgudii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
ye jafaa-e-Gam kaa chaara vo najaat-e-dil kaa aalam
tiraa husn dast-e-iisaa tirii yaad ruu-e-maryam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bahut aziiz hai.n dil ko ye zaKHm zaKHm rute.n
inhii ruto.n me.n nikhartii hai tere hijr kii shaam
Mohsin Naqvi
Ghazal
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ai naala sad afsos javaa.n marne pe tere
paayaa na tanik dekhne tii.n ruu-e-asar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ye jo phuuT bahaa hai dariyaa phir nahii.n hogaa
ruu-e-zamii.n par manzar aisaa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
juz qais aur ko.ii na aayaa ba-ruu-e-kaar
sahraa magar ba-ta.ngi-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nazar vo hai jo is kaun o makaa.n se paar ho jaa.e
magar jab ruu-e-taabaa.n par pa.De bekaar ho jaa.e
Asghar Gondvi
Ghazal
har ik be-kaar sii hastii ba-ruu-e-kaar ho jaa.e
junuu.n kii ruuh-e-KHvaabiida agar bedaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye ruu-e-daraKHshaa.n ye zulfo.n ke saa.e
ye ha.ngaama-e-sub.h-o-shaam allaah allaah