SEARCH RESULTS
Showing search results for "rubaah"
Ghazal MATCHES FOR "rubaah"
Ghazal
maa.il-e-maashuuqa-e-KHusrav na ho ai kohkan
sher ke jhuuTe ko khaanaa kaam hai rubaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aap to nazdiik se nazdiik-tar aate ga.e
pahle dil phir dil-rubaa phir dil ke mehmaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
saaqii sharaab laa ki tabii.at udaas hai
mutrib rubaab uThaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
uThtii nahii.n hai aa.nkh magar us ke ruu-ba-ruu
naadiida ik nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
tujh ko bhulaa ke dil hai vo sharminda-e-nazar
ab ko.ii haadsa hii tire ruu-ba-ruu kare
Ahmad Faraz
Ghazal
har-chand aa.ina huu.n par itnaa huu.n naa-qubuul
mu.nh pher le vo jis ke mujhe ruu-ba-ruu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
giit anman hai Gazal chup hai rubaa.ii hai dukhii
aise maahaul me.n 'niiraj' ko bulaayaa jaa.e