SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruq.e"
Ghazal MATCHES FOR "ruq.e"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyuu.n jal gayaa na taab-e-ruKH-e-yaar dekh kar
jaltaa huu.n apnii taaqat-e-diidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ravaa.n hai.n phir bhii ruke hai.n vahii.n pe sadiyo.n se
ba.De udaas lage jab bhii aabshaar dikhe
Gulzar
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ho ruKH-e-yaar ho ki dast-e-aduu
suluuk jis se kiyaa ham ne aashiqaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
har gul me.n dekhtaa ruKH-e-lailaa vo aa.nkh se
afsos qais dasht se gulshan nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
'bedam' namaaz-e-ishq yahii hai KHudaa-gavaah
har dam tasavvur-e-ruKH-e-jaanaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
hijaab-e-ruKH-e-yaar the aap hii ham
khulii aa.nkh jab ko.ii pardaa na dekhaa