SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuthnaa"
Ghazal MATCHES FOR "ruuthnaa"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ruuThnaa teraa mirii jaan liye jaataa hai
aise naaraaz na ho ha.ns ke dikhaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
tumhaaraa ruuThnaa tamhiid thii afsaana-e-Gam kii
zamaana ho gayaa ham se mizaaj-e-dil nahii.n miltaa
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ruuThnaa bhii hai hasiino.n kii adaa me.n shaamil
aap kaa kaam manaanaa hai manaate rahiye
Hafeez Banarasi
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
Seema Naqvi
Ghazal
pyaar me.n taanaa-baanaa chaltaa rahtaa hai
ruuThnaa aur manaanaa chaltaa rahtaa hai
Anjum Ludhianvi
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
zeb detaa hii nahii.n har baat par yuu.n ruuThnaa
kyaa kare.n jaa.e.nge phir un ko manaane ke liye
K K Nanda Ashk
Ghazal
kabhii hame.n bhii mayassar ho ruuThnaa un se
kabhii hamaare bhii dil me.n ye hausla aa.e
Krishna Mohan
Ghazal
ai mire dil bataa KHvaab buntaa hai kyuu.n
ruuThnaa un kii fitrat hai rotaa hai kyuu.n
Asifa Zamani
Ghazal
naaz se ruuThnaa phir un kaa manaanaa mujh ko
yaad aane lagii.n rah rah ke vo saarii baate.n