SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadgi-e-husn"
Ghazal MATCHES FOR "saadgi-e-husn"
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
na ruKH pe Gaaza-e-gulguu.n na maa.ng me.n taare
jamaal-e-saadgii-e-husn hai sifaat ke baad
Mani Nagpuri
Ghazal
ye saadgi-e-husn hai yaa naaz-e-taGaaful
diivaane se kahte hai.n ki diivaana hu.aa hai
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
is saadgi-e-husn me.n kis darja kashish hai
har naaz me.n ik jazba-e-Gammaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chalo achchhaa hii hu.aa muft luTaa dii ye jins
ham ko miltaa sila-e-husn-e-nazar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
jur.at-e-arz-e-tamannaa mujhe kyo.n kar ho 'ka.nval'
KHaatir-e-husn pe har baat giraa.n guzrii hai