SEARCH RESULTS
Showing search results for "saafaa"
Ghazal MATCHES FOR "saafaa"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sirf zaahir ho gayaa sarmaaya-e-zeb-o-safaa
kyaa ta.ajjub hai jo baatin baa-safaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
sidq-o-safaa ne mujh ko kiyaa hai bahut KHaraab
makr-o-riyaa zaruur sikhaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kitaab-e-maazii ke auraaq ulaT ke dekh zaraa
na jaane kaun saa saf.ha mu.Daa hu.aa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
yaa rab ye jahaan-e-guzaraa.n KHuub hai lekin
kyuu.n KHvaar hai.n mardaan-e-safaa-kesh o hunar-mand
Allama Iqbal
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
ham ne KHushiyo.n kii tarah dukh bhii ikaTThe dekhe
safha-e-ziist ko palToge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
taa-saaf kare dil na mai-e-saaf se suufii
kuchh suud-o-safaa ilm-e-tasavvuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na hu.ii ham se raqam hairat-e-KHatt-e-ruKH-e-yaar
safha-e.aa.ina jaulaa.n-gah-e-tuutii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
yak nuqta tire safha-e-ruKH par na.i.n bejaa
is mukh ko tire safha-e-qur.aa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
go karte hai.n zaahir ko safaa ahl-e-kuduurat
par dil ko nahii.n karte safaa kuchh nahii.n karte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
agarche bahr kii maujo.n me.n hai maqaam is kaa
safaa-e-paaki-e-tiinat se hai guhar kaa vuzuu
Allama Iqbal
Ghazal
badnaam kiyaa hai tan-e-anvar kii safaa ne
dil me.n bhii use raaz chhupaanaa nahii.n miltaa