SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakin"
Ghazal MATCHES FOR "saakin"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
qurb-e-jamaal aur ham aish-e-visaal aur ham
haa.n ye hu.aa ki saakin-e-shahr-e-jamaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
kaam aa sakii.n na apnii vafaa.e.n to kyaa kare.n
us bevafaa ko bhuul na jaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
koshish ke baavajuud bhii saakin nahii.n rahaa
kuchh din mai.n saamne rahaa kuchh din nahii.n rahaa
Khurram Afaq
Ghazal
vo jism-e-marmarii.n nazre.n bhii jis ko chhuu na sakii.n
baraa.e-raunaq-e-aalam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
palke.n uThii.n jhapak ke girii.n phir na uTh sakii.n
ye e'tibaar hai to kahaa.n e'tibaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
saakin hai.n josh-e-ashk se aab-e-ravaa.n me.n ham
rahte hai.n misl-e-mardum-e-aabii jahaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hisaab-e-dard to yuu.n sab mirii nigaah me.n hai
jo mujh pe ho na sakii.n vo navaazishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kahaa.n pe dafn vo parchhaa.iyaa.n kare.n yaaro
jo taab laa na sakii.n raushnii ke KHanjar kii
Shahryar
Ghazal
kaun rakh saktaa hai is ko saakin-o-jaamid ki ziist
inqilaab-o-inqilaab-o-inqilaab-o-inqilaab
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.nkhe.n na us kii baar-e-nadaamat se uTh sakii.n
zaKHmo.n pe mere aur namak chho.D kar gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
kaisaa manzar hai tire hijr ke pas-e-manzar kaa
reg-e-sahraa hai ravaa.n aur havaa saakin hai
Athar Nasik
Ghazal
ik azaab-e-mustaqil hai fikr-e-ta.amiir-e-makaa.n
saakin-e-sahraa-e-be-diivaar-o-dar ho jaa.iye
Saba Akbarabadi
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
mahfil me.n un kii samt nigaahe.n na uTh sakii.n
ham bil-KHusuus ahl-e-nazar kii nazar me.n hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
mai.n ne armaano.n kaa pahlaa raqs dekhaa thaa jahaa.n
kaash ho jaate vahii.n saakin ye mere raat-din