SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakin"
Nazm MATCHES FOR "saakin"
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
Das legii jaan o dil ko kuchh aaise ki jaan o dil
taa-umr phir na ko.ii hasii.n KHvaab bun sake.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
lekin ai saakin-e-hariim-e-KHayaal
yaad hai daur-e-kaif-o-kam ki nahii.n
Saifuddin Saif
Nazm
iqbaal
thii.n chand hii nigaahe.n jo us tak pahu.nch sakii.n
par us kaa giit sab ke dilo.n me.n utar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munajat-e-bewa
mil na sakii.n jii khol ke mujh se
KHush na hu.ii.n ha.ns bol ke mujh se
Altaf Hussain Hali
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
Daraa sakii.n na kaliisaa kii mujh ko talvaare.n
sikhaayaa mas.ala-e-gardish-e-zamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
aah ik lamha bhii lekin mire siine kii ta.Dap
tere gaate hu.e maahaul ko apnaa na sakii
Naresh Kumar Shad
Nazm
Tipu ki aawaz
go raat kii jabii.n se siyaahii na dhul sakii
lekin miraa charaaG baraabar jalaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
bachchon ka dinner
hamaarii asl KHataa.e.n to vo bataa na sakii.n
par aapaa de ke ga.ii.n ham ko byaaj do thappa.D
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
but-tarash
phir bhii tujh se na mil sakii.n aa.nkhe.n
yuu.n to ik kohna but-taraash huu.n me.n