SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaya-e-parvardigaar"
Ghazal MATCHES FOR "saaya-e-parvardigaar"
Ghazal
bharosa Gair kii chhaa.nv pe ham na karte agar
saro.n pe saaya-e-parvardigaar honaa thaa
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
thii ham se aage aage vahaa.n bhii alam kii dhuup
jab tak ham us ke saaya-e-diivaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kaarobaar-e-zindagii tak hai.n ye ha.ngaame 'fazaa'
kyaa vo saaya chho.D degaa jo shajar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
thaa jo shab ko saaya-e-ruKHsaar me.n
taazgii kitnii hai baasii haar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
saaya-e-gul me.n zaraa der jo sustaa.e hai.n
saaya-e-daar se ye va.ada-KHilaafii to nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ham-saaya uThaa laataa hai ghar me.n man-o-salvaa
par merii anaa hai ki mujhe rok rahii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
har ek saaya-e-diivaar kii lapeT me.n hai
'suruur' aap hii bach kar nikal ga.e kaise
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jahaa.n me.n kis ko gavaaraa hu.ii hai fikr kii dhuup
har ik, ko.ii shajar-e-saaya-daar maa.nge hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
ham apne KHalq kii duniyaa sa.nvaar kar 'KHushtar'
husuul-e-rahmat-e-parvardigaar kar le.nge
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
hasii.n manaazir-e-fitrat ke dekhne vaalo
fidaa-e-san.at-e-parvardigaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
ajiib muunis o hamdard o zii-muravvat thaa
Gariiq-e-rahmat-e-parvardigaar dil meraa