SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaye"
Ghazal MATCHES FOR "saaye"
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
va.ada thaa hamii.n se lab-e-baam aane kaa honaa
saaye kii tarah se pas-e-diivaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
raato.n ke KHauf din kii udaasii ne kyaa diyaa
saaye ke taur leT ke chalnaa sikhaa diyaa
Fazl Tabish
Ghazal
kuchh aise zaaviye se aaj suuraj ne hukuumat kii
ke mere jism ke saaye kaa bhii saaya nikal aayaa
Nawaz Asimi
Ghazal
hamaare saaye zamiino.n me.n dha.ns chuke the yahaa.n
safar kaa azm bhalaa kaise chaar suu karte
Nawaz Asimi
Ghazal
ham-zaad se bhii ye tan-e-laaGar hu.aa subuk
tolaa to apne saaye kaa paasa.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
raat ufuq par kuchh saaye lahraa.e the
'amabar' ab tak aas lagaa.e baiThaa huu.n
Ambar Bahraichi
Ghazal
udaas shaam hai aur saare bench KHaalii hai.n
ko.ii zamaana thaa hote the qahqahe raushan
Navneet Sharma
Ghazal
zahe qismat ki saaye daar bhii hai baa samar bhii
mire sar par mohabbat kaa shajar kitnaa hasii.n hai
Naz Butt
Ghazal
ham bhii is vaaste baiThe hai.n ki ho rahtaa hai
tujh sahii sarv ke saaye me.n nihaal ek na ek
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
insaaniyat gavaah kuchh aise bhii azm hai.n
saaye me.n jin ke qismat-e-fardaa badal ga.ii
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
ko.ii bhii shakl ubharnaa muhaal thaa yaaro
hamaare saaye ke uupar shajar kaa saaya thaa
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
husn kii har kaj-adaa.ii be-ruKHii begaangii
sa’y-e-zabt-e-aarzuu thii ko.ii samjhaa hii nahii.n
Saleem Ahmed
Ghazal
chaTTaan ke saaye me.n kha.Daa soch rahaa huu.n
mai.n aab-e-ravaa.n kis ke liye Thahr gayaa huu.n