SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr"
Ghazal MATCHES FOR "sabr"
Ghazal
le gayaa chhiin ke kaun aaj tiraa sabr o qaraar
be-qaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye kis ne jalva hamaare sar-e-mazaar kiyaa
ki dil se shor uThaa haa.e be-qaraar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n taaj huu.n to taaj ko sar par sajaa.e.n log
mai.n KHaak huu.n to KHaak u.Daa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
judaa.iyo.n ke zaKHm dard-e-zindagii ne bhar diye
tujhe bhii nii.nd aa ga.ii mujhe bhii sabr aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
tire va.ade par sitamgar abhii aur sabr karte
agar apnii zindagii kaa hame.n e'tibaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
zulm aur sabr kaa ye khel mukammal ho jaa.e
us ko KHanjar jo diyaa hai mujhe sar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
jii bhar ke dil kii maut pe rone diyaa use
pursaa diyaa na sabr kii talqiin ham ne kii