SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr"
Nazm MATCHES FOR "sabr"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
chale jo yaar to daaman pe kitne haath pa.De
dayaar-e-husn kii be-sabr KHvaab-gaaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
zindagii jehd me.n hai sabr ke qaabuu me.n nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
chand roz aur meri jaan
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
do ishq
lo Duub ga.e dard ke be-KHvaab sitaare
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shajar hone tak
sabr karne kii jo talqiin kiyaa karte the
ab ye lagtaa hai ki vo Thiik kahaa karte the
Basir Sultan Kazmi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tujh ko misl-e-tiflak-e-be-dast-o-paa rotaa hai vo
sabr se naa-aashnaa sub.h o masaa rotaa hai vo
Allama Iqbal
Nazm
sabr ki chadar tah kar di
ham ne to piyaala ulaT diyaa
aur sabr kii chaadar tah kar dii
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
iltija-e-musafir
chaman ko chho.D ke niklaa huu.n misl-e-nik.hat-e-gul
hu.aa hai sabr kaa manzuur imtihaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
intizar
Galat thaa da.ava-e-sabr-o-shakeb aa jaa.o
qaraar-e-KHaatir-e-betaab thak gayaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
self made logon ka alamiya
darguzar ke gulshan me.n abr ban ke rahte hai.n
sabr ke samundar me.n kashtiyaa.n chalaate hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
ramayan ka ek scene
rahtaa miraa bhii naKHl-e-tamannaa jo be-samar
ye jaa-e-sabr thii ki du'aa me.n nahii.n asar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
lucknow
sabr-aazmaa hai Gamza-e-turkaan-e-lucknow
rashk-e-zanaan-e-misr kaniizaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sachche watan-parast ka git
saamnaa sabr o shujaa.at se karuu.ngaa mai.n bhii
khi.nch ke mujh tak jo kabhii teG-e-jafaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
bachchon ki dua
mai.n huu.n kamzor mirii azm kii taaqat de de
mere allaah mujhe sabr kii daulat de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
aalam kitne
ik zaraa sabr ki in surKH ghaTaa.o.n ke tale
sar-niguu.n ho.nge yahaa.n KHaak pe parcham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
mata-e-alfaz
lafz paimaan bhii iqraar bhii iz.haar bhii hai.n
taaqat-e-sabr agar ho to ye Gam-KHvaar bhii hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
eid manaun kaise
saal ye biit gayaa raasta takte takte
sabr ab KHatm bataa.uu.n to bataa.uu.n kaise
Salahuddin Ayyub
Nazm
aurat
ho sabr pe aamaada to sah jaa.e har ik Gam
ho jaa.e muKHaalif to palaT de saf-e-aalam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
nashat-e-umid
tere karishme hai.n Gazab dil-fareb
dil me.n nahii.n chho.Dte sabr-o-shakeb