SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr-o-razaa"
Ghazal MATCHES FOR "sabr-o-razaa"
Ghazal
zabaan-e-haal pe sabr-o-razaa ke lahje me.n
navaa-e-Gam hai tire be-navaa ke lahje me.n
Muhib Wafa
Ghazal
jis sabr-o-razaa se tire raste pe ravaa.n huu.n
baatil ke iraado.n ke liye koh-e-giraa.n huu.n
Sabeen Yunus
Ghazal
ba.ndh rahaa hai ai 'razaa' raKHt-e-safar
ho rahii hai.n kuuch kii tayyaariyaa.n
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
soch le zaalim sitam ke baa'd maayuusii na ho
meraa kyaa hai paikar-e-sabr-o-razaa ho jaa.u.ngaa
Shafique Raipuri
Ghazal
so.e the sar-e-shaam khulii pichhle pahar aa.nkh
mu.nh dekh ke uTThe hai.n charaaG-e-saharii kaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
us bevafaa se kar ke vafaa mar-miTaa 'razaa'
ik qissa-e-taviil kaa ye iKHtisaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
phir laakh mohabbat ko 'razaa' ko.ii sa.nvaare
aaGaaz-e-mohabbat kaa zamaana nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
duniyaa ke taKHt-o-taaj 'razaa' Thokaro.n pe hai.n
kyaa chiiz apnaa ThaaTh faqiiraana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
anjaam-e-kaar shab ke a.ndhere me.n luT gayaa
rakkhaa thaa kaif-e-sub.h bachaa kar jo shaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
yahii hai sair faqiiro.n kii aur yahii fariyaad
zamii.n pe baiTh ga.e suu-e-aasmaa.n dekhaa