SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr-o-razaa"
Nazm MATCHES FOR "sabr-o-razaa"
Nazm
talash
be-sabr, jhuk kar haath se apne fanaa
vast-e-samandar me.n uThaatii hai bha.nvar
Asif Raza
Nazm
aasar-e-qadima se nikla ek nawishta
so ahl-e-jaah ne
jo tabsira (jo qatl-naama) saamne rakkhaa
Hasan Abbas Raza
Nazm
shikwa
ishq kii KHair vo pahlii sii adaa bhii na sahii
jaada-paimaali-e-tasliim-o-razaa bhii na sahii
Allama Iqbal
Nazm
insan ki fariyaad
majbuuriyo.n ne Daalaa gardan me.n merii phandaa
KHud-karda-e-vafaa huu.n jaa.n-daada-e-razaa huu.n
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
intizar
ye aazmaa.ish-e-sabr-e-gurez-paa kab tak
qasam tumhaarii bahut Gam uThaa chukaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aazadi
sabr-e-ayyuubii kaa jab labrez hotaa hai subuu
soz-e-Gam se khaultaa hai jab Gulaamo.n kaa lahu
Ali Sardar Jafri
Nazm
biwi ki aachanak wafat par
mohabbat saadgii sabr-o-qanaa'at the tire zevar
yahii zevar aqaarib ko dikhaane kii zaruurat thii
Ain Shujabadi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
sabr o mohabbat me.n hai sar-afraazii
sust kachhve ne jiit lii baazii
Ismail Merathi
Nazm
mohabbat
mohabbat chain hai sabr-o-sukuu.n hai
mohabbat raahat-e-ahl-e-junuu.n hai