SEARCH RESULTS
Showing search results for "safiina"
Ghazal MATCHES FOR "safiina"
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
terii aa.nkho.n pe miraa KHvaab-e-safar KHatm hu.aa
jaise saahil pe utar jaa.e safiina mire dost!
Idris Babar
Ghazal
chalo ye sail-e-balaa-KHez hii bane apnaa
safiina us kaa KHudaa us kaa naaKHudaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa tamaashaa hai ki baaqii ho samundar kaa safar
aur saahil se kisii roz safiina lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
bachaa liyaa mujhe tuufaa.n kii mauj ne varna
kinaare vaale safiina miraa Dubo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
miraa to sirf bha.nvar tak safiina pahu.nchaa hai
tujhe to Duubne vaalo.n ne bhii pukaaraa nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
safiina jab ki kinaare pe aa lagaa 'Gaalib'
KHudaa se kyaa sitam-o-jaur-e-naa-KHudaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
yahii bahut hai ki tum dekhte ho saahil se
safiina Duub rahaa hai to ko.ii baat nahii.n
Raaz Allahabadi
Ghazal
ye jhuuTe KHudaa mil ke Dubo de.nge safiina
tum haadii-e-bar-haq ko sadaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
'ajiib KHvaab dikhaate hai.n naa-KHudaa ham ko
Garaz ye hai ki safiina kinaare jaa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
varaq tamaam hu.aa aur mad.h baaqii hai
safiina chaahiye is bahr-e-be-karaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
hame.n to Duubnaa hii thaa ye hasrat rah ga.ii dil me.n
kinaare aap hote aur safiina Duubtaa hotaa
Naushad Ali
Ghazal
jab bhii cha.Dhte hu.e dariyaa me.n safiina utraa
yaad aayaa tire lahje kaa kamaal aise me.n