SEARCH RESULTS
Showing search results for "sag-e-kuu-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "sag-e-kuu-e-yaar"
Ghazal
kabhii idhar jo sag-e-kuu-e-yaar aa niklaa
gumaa.n hu.aa mire viiraane me.n humaa niklaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
chhe.Daa hii kyo.n havaa-e-rah-e-kuu-e-yaar ne
andher kar diyaa mirii musht-e-Gubaar ne
Ijtiba Rizvi
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab ko paaband-e-KHuu-e-yaar rakhaa
so dil ko dil kii jagah ham ne baar baar rakkhaa
Mohsin Asrar
Ghazal
aa.nkho.n se kuu-e-yaar kaa manzar nahii.n gayaa
haalaa.nki das baras se mai.n us ghar nahii.n gayaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
uktaa ke kuu-e-yaar se ushshaaq chal pa.De
kaar-e-vafaa ke dekhiye mushtaaq chal pa.De
Nirmal Nadeem
Ghazal
pahu.nchaa mai.n kuu-e-yaar me.n jab sar liye hu.e
naazuk badan nikal pa.De patthar liye hu.e
Shamim Tariq
Ghazal
kitne uja.D ga.e hai.n chaman kuu-e-yaar me.n
kaisii havaa.e.n ab ke chalii hai.n bahaar me.n
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
but-KHaana sang-e-raah hai jis kuu-e-yaar kaa
kaa'ba bhii ik nishaa.n hai usii rahguzaar kaa
Shaghil Usmani
Ghazal
vo kuu-e-yaar ko jaate hai.n be-niyaaz nahii.n
hai.n sa.ng-e-dil hii vahaa.n ko.ii dil-navaaz nahii.n
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
ta.ng karte hai.n hame.n kyuu.n paasbaan-e-kuu-e-dost
aur hai.n do-chaar din ham mehmaan-e-kuu-e-dost
Rasheed Rampuri
Ghazal
vaaqif hai.n KHuu-e-yaar se dekhe chalan tamaam
yak aan Gamza-zan kabhii shamshiir-zan tamaam
seemab zafar
Ghazal
miltii hai KHuu-e-yaar se naar iltihaab me.n
kaafir huu.n gar na miltii ho raahat 'azaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
dil pukaaraa pha.ns ke kuu-e-yaar me.n
rok rakkhaa hai mujhe gulzaar me.n