SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahuulat"
Ghazal MATCHES FOR "sahuulat"
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n zindagii ke sabhii Gam bhulaa.e baiThaa huu.n
tumhaare ishq se kitnii mujhe sahuulat hai
Zeeshan Sahil
Ghazal
habs kaa shahr hai aur us me.n kisii bhii suurat
saa.ns lene kii sahuulat nahii.n dii jaa saktii
Noshi Gilani
Ghazal
kuchh in dino.n dil us kaa dukhaa hai to hame.n bhii
us shaKHs se milne kii sahuulat nikal aa.ii
Ashfaq Husain
Ghazal
ye jo mai.n itnii sahuulat se tujhe chaahtaa huu.n
dost ik umr me.n miltii hai ye aasaanii bhii
Saud Usmani
Ghazal
sar chhupaane ke liye chhat nahii.n dii jaa saktii
har kisii ko ye sahuulat nahii.n dii jaa saktii
Khalida Uzma
Ghazal
ho shahr ke mutaabiq haasil har ik sahuulat
maahaul par sukuu.n ho dehaat ke mutaabiq
Iftikhar Raghib
Ghazal
agar ham paar kar sakte ye apnii zaat kaa sahraa
to apne saath rahne kii sahuulat raas aa jaatii
Kaami Shah
Ghazal
kab lagtaa hai jii raah-e-sahuulat me.n hamesha
aur miltaa hai kab ranj zaruurat ke baraabar
Abrar Ahmad
Ghazal
ham ne ash.aar kaa darvaaza khulaa rakkhaa hai
jab bhii jii chaahe sahuulat se tum aa.o jaa.o
Rafi Raza
Ghazal
mai.n nii.nd kaa dar khole hu.e huu.n tirii KHaatir
har KHvaab miraa terii sahuulat ke liye hai
Khaavar Jilani
Ghazal
Khaavar Jilani
Ghazal
pyaase rahe jaate hai.n zamaane ke savaalaat
kis ke liye zinda huu.n bataa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
aap ko pyaar hai mujh se ki nahii.n hai mujh se
jaane kyuu.n aise savaalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
tuu jo badle tirii tasviir badal jaatii hai
ra.ng bharne me.n suhuulat nahii.n hotii mujh ko