SEARCH RESULTS
Showing search results for "sai.nt"
Ghazal MATCHES FOR "sai.nt"
Ghazal
KHuunii kafan ye sai.nt ke rakkhaa hai kis liye
qaatil vo hai ki rashk-e-masiihaa kahe.n jise
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
ham ne bhii to ik umr ye Gam sai.nt ke rakkhe
ab kyaa hai jo bhaarii hai.n KHasaare kii tarah ham
Saud Usmani
Ghazal
na yuu.n bhii sai.nt ke rakkho ki bhuul hii jaa.o
pa.Daa pa.Daa ko.ii puuraa na KHarch ho jaa.e
Azad Husain Azad
Ghazal
mai.n sai.nt sai.nt ke kitnaa sameT kar rakhkhuu.n
ki kaa.enaat bharaa intishaar us kaa hai
Yasmeen Habeeb
Ghazal
Vazahat Nseem
Ghazal
mai.n sai.nt sai.nt ke rakkhe hu.e lihaafo.n se
tumhaare lams kii garmii churaane vaalii huu.n
Farzana Nainan
Ghazal
sai.nt kar iimaan kuchh din aur rakhnaa hai abhii
aaj-kal baazaar me.n mandii hai sastaa hai abhii
Sabir
Ghazal
jo sai.nt sai.nt ke rakkhaa hu.aa asaasa thaa
fishaar ban ke rahegaa dikhaa.ii detaa thaa
Aila Tahir
Ghazal
rakkhaa hai sai.nt sai.nt tiraa dard dostaa
garche naqab lagaayaa kiye raahzan tamaam
seemab zafar
Ghazal
is baar tujhe sai.nt ke siine me.n rakhuu.ngaa
tuu dil hai tuu ashk-e-sar-e-mizhgaa.n to nahii.n hai
Khalid Sajjad
Ghazal
kyaa kahuu.n dil ne kahaa.n sai.nt ke rakkhaa hai use
na kabhii bhuulne paa.uu.n na mujhe yaad aa.e
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
'shahaab'-e-nukta-sanj ne rakhaa hai sai.nt sai.nt ke
saliiqa-e-kalaam kii jo saakh hai rahii-sahii
Shahab Sarmadi
Ghazal
sai.nt kar rakkhaa unhe.n naayaab hiire kii tarah
un ke raste me.n pa.De jitne hame.n patthar mile