SEARCH RESULTS
Showing search results for "saika.do.n"
Ghazal MATCHES FOR "saika.do.n"
Ghazal
dard kaa rasta hai yaa hai saa.at-e-roz-e-hisaab
saika.Do.n logo.n ko rokaa ek bhii Thahraa nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
saika.Do.n murde jalaa.e ho masiihaa naaz se
maut sharminda hu.ii kyaa kyaa tire e.ajaaz se
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
tahriir kar ke saika.Do.n va.ade mukar ga.e
dikhlaa.uu.ngaa huzuur ko roz-e-qayaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
hai meraa chehra saika.Do.n chehro.n kaa aa.iina
bezaar ho gayaa huu.n tamaashaa.iyo.n se mai.n
Ahmad Ziya
Ghazal
saika.Do.n gum-shuda duniyaa.e.n dikhaa dii.n us ne
aa gayaa lutf use luqma-e-tar dene me.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
saika.Do.n fikre.n hai.n tum ko aaqilo
tum se to 'majzuub' hii behtar rahaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
uTThe.nge apnii bazm se mansuur saika.Do.n
kaam ahl-e-haq ke aa.e.nge daar-o-rasan abhii
Ehsan Danish
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
laakho.n jafaa.e.n saika.Do.n sadme hazaar Gam
ik aasamaan TuuT pa.Daa zindagii ke saath
Rasa Rampuri
Ghazal
nikal ga.e mirii aa.nkho.n se saika.Do.n aa.nsuu
KHazaana jam' kiyaa aur phir luTaa bhii diyaa
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
dushmano.n ke ta.ane hai.n dosto.n kii tanqiide.n
tiir saika.Do.n hai.n aur ek dil nishaana hai
Shafeeq Ahmad Shafeeq
Ghazal
'mus.hafii' dasht-e-balaa kaa safar aasaan hai kyaa
saika.Do.n basra o shiiraaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hasrat bhare hu.e ga.e duniyaa se saika.Do.n
tasdiiq kis se kiijiye shaddaad bhii nahii.n
Bahram ji
Ghazal
kitne hii daa.ero.n me.n baTaa markaz-e-KHayaal
ik but ke ham ne saika.Do.n paikar banaa diye
Anjum Ansari
Ghazal
KHat to yuu.n saika.Do.n mai.n ne un ko likhe
jo bhii dil se likhe vo sambhaale ga.e