SEARCH RESULTS
Showing search results for "sair-tan"
Ghazal MATCHES FOR "sair-tan"
Ghazal
sair-tan kii vaadiyo.n kii to kiyaa vo baar baar
ruuh kii gahraa.iyo.n me.n par utar paayaa nahii.n
Mohammad Hazim Hassan
Ghazal
sar tan se bekaso.n ke judaa kar diye ga.e
tohfe me.n is sadii ko 'ataa kar diye ga.e
Bismillah Adeem
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
gayaa jab bhii to sar-taa-paa gayaa mai.n
jahaa.n aksar nahii.n aaya gayaa mai.n
Kamran Nafees
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
sar-taa-paa hairat me.n gum ho jaa.egaa
tuu bhii kyaa hairat me.n gum ho jaa.egaa
Rashida Maheen Malik
Ghazal
ho ke sar-taa-ba-qadam aalam-e-asraar chalaa
jo chalaa mai-kada-e-ishq se sarshaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar-taa-ba-qadam ek hasii.n raaz kaa aalam
allaah re ik fitnagar-e-naaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
sar-taa-ba-qadam KHuun kaa jab Gaaza lagaa hai
tab zaKHm kii gahraa.ii kaa andaaza lagaa hai
Hazin Ludhianvi
Ghazal
sar-taa-ba-qadam haasil-e-'unvaan-e-Gazal ho
tum mere liye matla'-e-diivaan-e-Gazal ho
Ameer Dehlvi
Ghazal
vus.at-e-sa.i-e-karam dekh ki sar-taa-sar-e-KHaak
guzre hai aabla-paa abr-e-guhar-baar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n pahu.ncho bhii mujh be-paa-o-sar tak
ki pahu.nchaa sham.a-saa.n daaG ab jigar tak