SEARCH RESULTS
Showing search results for "saj"
Ghazal MATCHES FOR "saj"
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
puure chaa.nd kii saj dhaj hai shahzaado.n vaalii
kaisii ajiib gha.Dii hai nek iraado.n vaalii
Sarvat Husain
Ghazal
sham-o-gul ne saj to dii mahfil tirii tere baGair
vo rahii apnii jagah jo thii kamii tere baGair
Manzar Lakhnavi
Ghazal
tire labo.n pe agar surKHi-e-vafaa hii nahii.n
to ye banaa.o ye saj dhaj tujhe ravaa hii nahii.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
phuulo.n se saj ga.ii kahii.n sabza pahan liyaa
baarish hu.ii to dhartii ne kyaa kyaa pahan liyaa
Shahid Jamal
Ghazal
phir gulaab kii shaaKHe.n saj ga.ii.n qariino.n se
aap bhii utar aa.e.n chaa.ndnii ke ziino.n se
Dilkash Sagari
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
zindagii soz bane saaz na hone paa.e
dil to TuuTe magar aavaaz na hone paa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
dekhe kab talak baaqii rahe saj-dhaj us kii
aaj jis chehra se tasviir utarvaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
ab do-aalam se sadaa-e-saaz aatii hai mujhe
dil kii aahaT se tirii aavaaz aatii hai mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
palko.n pe saj rahe hai.n jo motii na roliye
jauhar hai.n Gam ke Gam ke taraazuu me.n toliye