SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda"
Ghazal MATCHES FOR "sajda"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
zaat-o-sifaat-e-husn kaa aalam nazar me.n hai
mahduud-e-sajda kyaa miraa zauq-e-jabii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ghiste ghiste miT jaataa aap ne abas badlaa
na.ng-e-sajda se mere sa.ng-e-aastaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rachaa hu.aa hai badan me.n abhii suruur-e-gunaah
abhii to KHauf nahii.n aa.egaa sazaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
ba-ii.n KHud-sarii vo Guruur-e-mohabbat
unhe.n sajda karne ko jii chaahtaa hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye namaaz-e-ishq hai kaisaa adab kis kaa adab
apne paa-e-naaz par karne bhii de sajda mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
dekhe.nge ham bhii kaun hai sajda taraaz-e-shauq
le sar uThaa rahe hai.n tire aastaa.n se ham