SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sajda"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Nazm
KHuda ka sawal
farishto.n se sajda bhii karvaa diyaa
ki tere liye mai.n ne kyaa na kiyaa
Abrar Ahmad Kashif
MORE MATCHES FOR "sajda"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
zaat-o-sifaat-e-husn kaa aalam nazar me.n hai
mahduud-e-sajda kyaa miraa zauq-e-jabii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ghiste ghiste miT jaataa aap ne abas badlaa
na.ng-e-sajda se mere sa.ng-e-aastaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud
Allama Iqbal
Sher
Allama Iqbal
Ghazal
rachaa hu.aa hai badan me.n abhii suruur-e-gunaah
abhii to KHauf nahii.n aa.egaa sazaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat








