SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda-gah-e-fitrat"
Ghazal MATCHES FOR "sajda-gah-e-fitrat"
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
hai jis kaa taKHt sajda-gah-e-KHaas-o-aam-e-shahr
mai.n us se milne ke liye be-kal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
ab tak hai sajda-gaah-e-aziizaan-e-rozgaar
jis KHaak par nishaan tire kafsh-e-paa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
qadmo.n me.n de.n jagah hame.n ahl-e-karam kahii.n
ham raa.ndgaa.n hai.n sajda-gah-e-KHaas-o-aam ke
Raheel Farooq
Ghazal
baada-noshii me.n agar husn-e-aqiidat hai shariik
bazm-e-saaqii sajda-gaah-e-do-jahaa.n ho jaa.egii
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
banaayaa sajda-gah-e-ins-o-jinn dilaa ne mire
'jamiila' sa.ng-e-dar-e-buu-turaab kar ke mujhe
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
sajda gaah-e-aam par sajde se kuchh haasil nahii.n
muft aaluuda jabiin-e-bandagii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
us aastaa.n pe bashar kyaa malaa.ika hai.n nisaar
mirii jabii.n ne jise sajda-gaah-e-aam kiyaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
suruur tuur ke jalve se hai jinhe.n haasil
vo sajda-gaah-e-mohabbat me.n be-qaraar aa.e
Sabiha Nasreen
Ghazal
jo sajda-gah-e-ishq kii rif.at se hai.n vaaqif
vo log miraa naqsh-e-qadam yaad kare.nge
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
hai tamaasha-gah-e-fitrat kaa ye turfa andaaz
KHud tamaasha nazar aataa hai tamaashaa.ii bhii
Athar Ziai
Ghazal
is tarah taabnaak hai vo sajda-gaah-e-shauq
jaan-e-haram ki jaan-e-kaliisaa kahe.n jise
Wahid Premi
Ghazal
is tarah taabnaak hai vo sajda-gaah-e-shauq
jaan-e-haram ki jaan-e-kaliisaa kahe.n jise
Wahid Premi
Ghazal
jazb thii.n jis me.n mire KHuun-e-vafaa kii chhii.nTe.n
ban gayaa sajda-gah-e-KHalq vo dar mere ba.ad
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
taaq-e-abruu aap kaa hai sajda-gaah-e-aashiqaa.n
kyo.n na ho dekhaa to ka.abe kaa javaab aaya nazar
Qamar Hilali
Ghazal
Masoom Sharqi
Ghazal
duniyaa-e-mohabbat me.n ka.aba thaa na but-KHaana
har naqsh-e-qadam teraa ek sajda-gah-e-dil thaa