SEARCH RESULTS
Showing search results for "saje"
Ghazal MATCHES FOR "saje"
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
saaz-e-nashaat-e-zindagii aaj laraz laraz uThaa
kis kii nigaahe.n ishq kaa dard sunaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
lagte hii Thes TuuT gayaa saaz-e-aarzuu
milte hii aa.nkh shiisha-e-dil chuur chuur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
naGma-haa-e-Gam ko bhii ai dil Ganiimat jaaniye
be-sadaa ho jaa.egaa ye saaz-e-hastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
tujhii se ibtidaa hai tuu hii ik din intihaa hogaa
sadaa-e-saaz hogii aur na saaz-e-be-sadaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
malbuus KHush-numaa hai.n magar jism khokhle
chhilke saje ho.n jaise phalo.n kii dukaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
phir aag bha.Dakne lagii har saaz-e-tarab me.n
phir sho.ale lapakne lage har diida-e-tar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zer-o-bam se saaz-e-KHilqat ke jahaa.n bantaa gayaa
ye zamii.n bantii ga.ii ye aasmaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chhi.Dte hii saaz-e-bazm me.n ko.ii na thaa kahii.n
vo kaun thaa jo bol rahaa thaa sitaar me.n
Nida Fazli
Ghazal
dard me.n Duube hu.e naGme hazaaro.n hai.n magar
saaz-e-dil TuuT gayaa ho to sunaa.e.n kaise