SEARCH RESULTS
Showing search results for "sakte"
Ghazal MATCHES FOR "sakte"
Ghazal
rindo.n ko Daraa sakte hai.n kyaa hazrat-e-vaa.iz
jo kahte hai.n allaah se Dar kar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ab tere bulaane se bhii ham aa nahii.n sakte
ham tujh se bahut aage zamaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
mere maalik aap to sab kuchh kar sakte hai.n
saath chale.n ham aur duniyaa kii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
KHud ko patthar saa banaa rakkhaa hai kuchh logo.n ne
bol sakte hai.n magar baat hii kab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
manzar ik bulandii par aur ham banaa sakte
arsh se udhar hotaa kaash ke makaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
pa.Dh nahii.n sakte to shaitaanii kare.n
aa ga.e school me.n to jaa.e.n kyaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ham tum me.n kal duurii bhii ho saktii hai
vaj.h ko.ii majbuurii bhii ho saktii hai
Bedil Haidri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
dekho vo bhii hai.n jo sab kah sakte the
dekho un ke mu.nh par taale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
ab 'KHizaa.n' ye bhii kah nahii.n sakte
tum ne puuchhaa nahii.n ki tum se kahe.n