SEARCH RESULTS
Showing search results for "salaa.iyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "salaa.iyaa.n"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
us aa.nkh se jab aa.nkh milaa.ii to bahr ne
chashm-e-sadaf me.n mauj kii pherii.n salaa.iyaa.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ab to KHurshiid ko guzre hu.e sadiyaa.n guzrii.n
ab use Dhuu.nDne mai.n taa-ba-sahar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ek ik kar ke mujhe chho.D ga.ii.n sab sakhiyaa.n
aaj mai.n KHud ko tirii yaad me.n tanhaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
paayaa bhii un ko kho bhii diyaa chup bhii ho rahe
ik muKHtasar sii raat me.n sadiyaa.n guzar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
dii baadshahii haq ne tujhe husn-nagar kii
yuu kishvar-e-iiraa.n me.n sulaimaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
shor thame to shaayad sadiyaa.n biit chukii hai.n
ab tak lekin sahmaa sahmaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
vo daad-o-diid garaa.n-maaya shart hai hamdam
vagarna mehr-e-sulaimaan-o-jaam-e-jam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
qiimat me.n un ke go ham do jag ko de chuke ab
us yaar kii nigaahe.n tis par bhii sastiyaa.n hai.n