SEARCH RESULTS
Showing search results for "saltanat"
Ghazal MATCHES FOR "saltanat"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
nahii.n faqr o saltanat me.n ko.ii imtiyaaz aisaa
ye sipah kii teG-baazii vo nigah kii teG-baazii
Allama Iqbal
Ghazal
'barq' uftaada vo huu.n saltanat-e-aalam me.n
taaj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
qaa.em hai mujh me.n mere taKHayyul kii saltanat
be-taaj baadshaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer Nayab
Ghazal
sau.np dii us ne mujhe apne badan kii saltanat
mil ga.ii ho muflisii me.n jaise sultaanii mujhe
Jahangeer Nayab
Ghazal
hame.n jo KHud me.n simaTne kaa fan nahii.n aataa
to aaj aisii tirii saltanat nahii.n hotii
Waseem Barelvi
Ghazal
aap kyaa mujh ko navaaze.nge janaab-e-aalii
saltanat tak mire in.aam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
aah ki khoyaa gayaa tujh se faqiirii kaa raaz
varna hai maal-e-faqiir saltanat-e-ruum-o-shaam
Allama Iqbal
Ghazal
dii tuu ne mujhe saltanat-e-bahr-o-bar ai ishq
ho.nTo.n ko jo KHushkii mirii aa.nkho.n ko tarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yaa shab kii saltanat me.n din kaa safiir aayaa
Gurbat me.n aa ke chamkaa gumnaam thaa vatan me.n
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n tirii saltanat-e-husn kaa baashinda huu.n
mujh ko duniyaa me.n kahii.n aur nahii.n rahnaa hai
Ashfaq Husain
Ghazal
jo hai KHudaa kaa aadmii us kii hai saltanat alag
zulm ne zulm se agar haath milaa liyaa to kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
be-saltanat hu.ii hai.n ka.ii uu.nchii gardane.n
baahar saro.n ke dast-e-tasallut se dha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
go faqr bhii rakhtaa hai andaaz-e-muluukaana
naa-puKHta hai parvezii be-saltanat-e-parvez