SEARCH RESULTS
Showing search results for "samaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "samaa.e.n"
Ghazal
ik zohara-vash hai aa.nkh ke pardo.n me.n jalvagar
nazro.n me.n aasmaa.n na samaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
aa.nkho.n kii raah se vo dil me.n samaa.e.n kyuu.nkar
saKHt mushkil hai ki do tiin dare milte hai.n
Rasikh Dehlvi
Ghazal
hairaan hai.n kidhar ham bahr-e-talaash jaa.e.n
aatii hai.n har taraf se un kii hii ab sadaa.e.n
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
hikmat KHudaa kii thii ki ye khaTkaa lagaa diyaa
phuule na gul samaa.e.n jo KHauf-e-KHizaa.n na ho
Kaifi Kakorvi
Ghazal
riyaaz dahr me.n phuule samaa.e.n ham kyuu.nkar
jo apne naKHl-e-tamannaa ko baarvar dekhe.n
Hamid Azimabadi
Ghazal
Meeran Shah Jalandhari
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jo mil gayaa usii ko muqaddar samajh liyaa
jo kho gayaa mai.n us ko bhulaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e