SEARCH RESULTS
Showing search results for "samajhnii"
Ghazal MATCHES FOR "samajhnii"
Ghazal
gar KHaamushii se faa.eda iKHfaa-e-haal hai
KHush huu.n ki merii baat samajhnii muhaal hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare azm kii shiddat agar samajhnii thii
to is safar me.n ko.ii saKHt marhala laate
Abhishek Shukla
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
tujh ko lagtaa hai to haa.n Thiik hai man-maanii hai
mujhe ab baat samajhnii hai na samjhaanii hai
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
gar aap ko taariiKH samajhnii hai hamaarii
shaaKH-e-gul-e-tar dekhiye talvaar se pahle
Asrar Akbarabadi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab use log samajhte hai.n giraftaar miraa
saKHt naadim hai mujhe daam me.n laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jo mil gayaa usii ko muqaddar samajh liyaa
jo kho gayaa mai.n us ko bhulaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
har dha.Dakte patthar ko log dil samajhte hai.n
umre.n biit jaatii hai.n dil ko dil banaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
badan ke karb ko vo bhii samajh na paa.egaa
mai.n dil me.n ro.uu.ngii aa.nkho.n me.n muskuraa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
ye ek baat samajhne me.n raat ho ga.ii hai
mai.n us se jiit gayaa huu.n ki maat ho ga.ii hai