SEARCH RESULTS
Showing search results for "samor"
Ghazal MATCHES FOR "samor"
Ghazal
band ruumii hai samor us ke pa kaam aa.n-rozo.n
dekhne me.n kabhii aa.ii na thii is jaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo uryaa.n me.n sarmaa me.n thii jin kii shab
guzartii samor aur sanjaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
pashmiine saa maazii thaa 'tafziil' samor saa haal
mustaqbil ko uunii havaa kii taal pe chho.D diyaa
Tafzeel Ahmad
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
luTaa hu.aa chaman-e-ishq hai nigaaho.n ko
dikhaa gayaa vahii kyaa kyaa gul o samar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
haalaat ke tilism ne pathraa diyaa magar
biite samo.n kii yaad me.n khoyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
merii saarii zindagii ko be-samar us ne kiyaa
umr merii thii magar us ko basar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
kyaa shaaKH-e-baa-samar hai jo taktaa hai farsh ko
nazre.n uThaa 'shakeb' kabhii saamne bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
mehnat mirii aa.ndhii se to mansuub nahii.n thii
rahnaa thaa ko.ii rabt shajar kaa bhii samar se
Parveen Shakir
Ghazal
har baar hai nayaa tire milne kaa zaa.iqa
aisaa samar kisii bhii shajar ne nahii.n diyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
gul phe.nke hai auro.n kii taraf balki samar bhii
ai KHaana-bar-andaaz-e-chaman kuchh to idhar bhii