SEARCH RESULTS
Showing search results for "samor"
Nazm MATCHES FOR "samor"
Nazm
ishrat-e-tanhai
ek ik jism pe ho atlas o kam-KHvaab o samor
ab ye baat aur hai KHud chaak-garebaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
mulk-o-daulat hai faqat hifz-e-haram kaa ik samar
ek huu.n muslim haram kii paasbaanii ke liye
Allama Iqbal
Nazm
ek mulaqat
rukii to aaise ki jaise tirii riyaazat ko
ab is samar se ziyaada samar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramayan ka ek scene
rahtaa miraa bhii naKHl-e-tamannaa jo be-samar
ye jaa-e-sabr thii ki du'aa me.n nahii.n asar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki jis ne mujh ko aap me.n samo diyaa
mai.n sab se pahle 'aap' huu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
samar hayaat kaa jab raakh bin gayaa mu.nh me.n
mai.n chaltii-phirtii chitaa ban gayaa javaanii kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
ek Daalii ke sab hai.n barg-o-samar
hai ko.ii un me.n KHushk aur ko.ii tar
Altaf Hussain Hali
Nazm
wirsa
saalhaa-saal me.n jo barg-o-samar laayaa hai
apnaa haq maa.ng magar un ke ta.aavun se na maa.ng
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
KHvaab thaa aa.nkh khulte hii ojhal hu.aa
pe.D thaa rut badalte hu.aa be-samar
Amjad Islam Amjad
Nazm
eid
kis ne kar diye paamaal saaya-daar shajar
ja.De.n kahii.n pe kaTii.n aur kahii.n bache na samar
Shifa Kajgavnwi
Nazm
aurat
duKHtar hai to anmol guhar kahte hai.n us ko
allaah kii rahmat kaa samar kahte hai.n is ko
Rahbar Jaunpuri
Nazm
pazirai
apnii zebaa.ii ke naam le kar rahe.nge
mujhe apne andar samo kar rahe.nge!