SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanad-e-sabr"
Ghazal MATCHES FOR "sanad-e-sabr"
Ghazal
maskan-e-KHuld ke liye ai 'sabr'
kuchh na kuchh intizaam kartaa jaa
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
kahuu.n ai 'sabr' apnaa mashGala kyaa
ye ik urdu zabaa.n hai aur mai.n huu.n
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
aatish-e-Gam ne ye ai 'sabr' mujhe phuu.nkaa hai
raakh me.n apnii hu.aa ho ke mai.n paamaal safed
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
'sabr' hangaam-e-talab shart hai niyyat me.n KHuluus
jaa.egii baab-e-ijaabat pe du.aa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
saudaa jo 'sabr' mujh ko hai mizhgaan-e-yaar kaa
nashtar hii ban ga.e hai.n mire muu-e-tan tamaam
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
sanad-e-sabr sahii paak dilo.n ke naasuur
aise maqtuul bhii ik tarah ke qaatil to hu.e
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ek miTTii kaa diyaa us pe tahayyur kaisaa
dekhne aa.ii jise baad-e-sabaa shaam ke baad
Sultan Sabr wani
Ghazal
qadd-o-qaamat kaa ta.ayyun sar-e-sahraa kaisaa
phir bhii saayo.n hii ko me.aar banaa.e rakkhaa
Sultan Sabr wani
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
agar ho sabr-o-qanaa.at kii daulat ai 'parvii.n'
gadaa bhii karte hai.n vo hii jo shaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ai dil qaraar sabr hai laazim firaaq me.n
betaabiyo.n se kyaa vo tirii aa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jab bhii chaahaa hai husuul-e-sanad-e-haq-go.ii
ahl-e-haq ne rasan-o-daar se baate.n kii hai.n
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
kyaa kiijiye raqam sanad-e-ehtishaam-e-zulf
hai daftar-e-jamaal pe tuGraa-e-laam-e-zulf
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
mahruum-e-basiirat hai fan-e-sher me.n 'turfa'
is kor-hunar ko sanad-e-diida-varii de