SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraape"
Ghazal MATCHES FOR "saraape"
Ghazal
apnii har baat me.n vo bhii hai hasiino.n jaisaa
us saraape me.n magar nok-palak hai kitnii
Zubair Rizvi
Ghazal
vo paude jin ke saraape ba.De mulaa.em the
hamaare dekhte lamho.n me.n KHaar-daar hu.e
Fakhr Zaman
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vajuud-e-KHaak se baahar nikaal degaa vo
mujhe bhii apne saraape me.n Dhaal degaa vo
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
ek billor sii muurat thii saraape me.n 'sahar'
chhan se TuuTii hai magar ek chhanaake me.n 'sahar'
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
adnaa hai ye ai jaan saraape kii lataafat
parchhaa.ii.n tirii huur-e-mujassam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
yaad us ke vo gulnaar saraape nahii.n aate
is zaKHm se us zaKHm ko bharte hu.e dekhaa
Ateequllah
Ghazal
ruKHsat ke baa'd tere saraape se maavaraa
ye kaun sii adaa hai jo ab yaad aa.ii hai
Zaheer Fatehpuri
Ghazal
ye aable nahii.n niklii hai aa.nkh har muu par
tiraa to mere saraape ne intizaar kiyaa
Bayan Meeruthi
Ghazal
haal is nigah kaa us ke saraape me.n kyaa kahuu.n
mor-e-za.iif pha.ns ga.ii jaa shahd-e-naab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
nazar jo Thahre ko.ii dam tire saraape me.n
to a.ng a.ng se ik kaarvaa.n saa uThtaa hai
Khurshidul islam
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n