SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraape"
Nazm MATCHES FOR "saraape"
Nazm
insha
malaahat me.n is kii chamak hai Gazab kii
saraape me.n is ke lachak hai Gazab kii
Ghazanfar
Nazm
abhishap
biraaje devtaa.o.n ke saraape saa.nvle the
magar us vaqt bhii kuchh husn kaa me.aar uu.nchaa thaa
Kahkashan Tabassum
Nazm
is dharti ke tare hum hain
saraape ko un ke na be-kaar kahnaa
ye hai.n zindagii kaa hasii.n ek gahnaa
Bismillah Adeem
Nazm
surur
husn pe tere ye ra.anaa.ii tirii shaan jo hai
ye tirii zulfo.n me.n KHam jo hai saraape kii shabiih
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
mujhe bata to sahi
jo bijliyo.n sii utar kar tire saraape me.n
tujhe hujuum-e-dilaaraam se sivaa kartii
Saima Esma
Nazm
nukta
ehsaas ke ho.nTo.n pe rakhe.n saa.at-e-naGma
har aks ko mil jaa.e saraape kii rifaaqat
Naseer Parwaz
Nazm
ramz
mere kamre ko sajaane kii tamannaa hai tumhe.n
mere kamre me.n kitaabo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarana-e-milli
saalaar-e-kaarvaa.n hai miir-e-hijaaz apnaa
is naam se hai baaqii aaraam-e-jaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
mere KHvaabo.n ke jharoko.n ko sajaane vaalii
tere KHvaabo.n me.n kahii.n meraa guzar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu
hai 'zauq' kii azmat ki diye mujh ko sahaare
'chakbast' kii ulfat ne mire KHvaab sa.nvaare
Iqbal Ashhar
Nazm
hasan kuza-gar (1)
mirii hech-maayaa ma.iishat ke iz.haar-e-fan ke sahaare
shikasta pa.De the