SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfa"
Ghazal MATCHES FOR "sarfa"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-sarfa hii guzartii hai ho garche umr-e-KHizr
hazrat bhii kal kahe.nge ki ham kyaa kiyaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
qurb-e-jaanaa.n kaa na mai-KHaane kaa mausam aayaa
phir se be-sarfa uja.D jaane kaa mausam aayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n faqat chaltii rahii manzil ko sar us ne kiyaa
saath mere raushnii ban kar safar us ne kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
sarfa hai zabt-e-aah me.n meraa vagarna me.n
to.ama huu.n ek hii nafas-e-jaa.n-gudaaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n bik gayaa thaa baad me.n be-sarfa jaan kar
duniyaa mirii dukaan pe lauTaa ga.ii mujhe
Qaisarul Jafri
Ghazal
aa.nkho.n me.n jii miraa hai udhar dekhtaa nahii.n
martaa huu.n me.n to haa.e re sarfa nigaah kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
tasviir ko.ii bantii dikhaa.ii nahii.n detii
kiyaa sarfa abas ham ne kiyaa KHuun-e-jigar kaa
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
tajdiid-e-misaalii me.n hai tafriid-e-mujarrad
tauhiid hai ye aur hai.n be-sarfa KHayaalaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ham tah-e-KHaak kiye jaa.n kaa araq un ke liye
aur pas-e-raah-e-vafaa gard-e-safar kahlaa.e
Atta Shad
Ghazal
be-sarfa bhaTak rahii thii.n raahe.n
ham nuur-e-sahar ko Dhuu.nD laa.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ai girya tuu KHaatir se mirii kiijo na sarfa
mai.n KHuun-e-dil-e-KHasta kiyaa tujh pe bahil aaj
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ye shaGl-e-zabaanii bhii be-sarfa nahii.n aaKHir
sau baat banaataa huu.n ik baat banaane ko