SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sarfa"
Ghazal
be-sarfa hii guzartii hai ho garche umr-e-KHizr
hazrat bhii kal kahe.nge ki ham kyaa kiyaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
qurb-e-jaanaa.n kaa na mai-KHaane kaa mausam aayaa
phir se be-sarfa uja.D jaane kaa mausam aayaa
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "sarfa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sarfa"
Ghazal
mai.n bik gayaa thaa baad me.n be-sarfa jaan kar
duniyaa mirii dukaan pe lauTaa ga.ii mujhe
Qaisarul Jafri
Nazm
ittifaqat
KHauf-e-mauhuum tirii ruuh pe kyaa taarii hai!
itnaa be-sarfa nahii.n teraa jamaal
Noon Meem Rashid
Ghazal
aa.nkho.n me.n jii miraa hai udhar dekhtaa nahii.n
martaa huu.n me.n to haa.e re sarfa nigaah kaa
Meer Taqi Meer
Sher
taaziir-e-jurm-e-ishq hai be-sarfa mohtasib
ba.Dhtaa hai aur zauq-e-gunah yaa.n sazaa ke ba.ad














