SEARCH RESULTS
Showing search results for "sargoshi harsh barham bhat ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "sargoshi harsh barham bhat ebooks"
Ghazal
Farhat Shahzad
Ghazal
hai tamanna ye mirii ko.ii tamanna na rahe
saa.ns to chaltii rahe aa.nkh me.n qatra na rahe
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
khule jo dil ke hai.n vo baat saaf karte hai.n
haqiiqato.n kaa vahii e'tiraaf karte hai.n
Nazar Jalanvi
Ghazal
ghar kii jab baat nikal jaatii hai ghar se baahar
dar pe harf aataa hai diivaar pe harf aataa hai
Fartash Syed
Ghazal
zahr de kar mujhe siine se lagaane vaale
kitne ma.asuum hai.n dil to.D ke jaane vaale
Harish Kumar
Ghazal
umr kaT jaa.egii apnii to ye haajat karte
tujh ko chaa.e pe bulaate tirii daavat karte
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
KHud ko na mai.n giraa.uu.n KHud apnii nigaah se
yaarab bachaa.e rakhnaa mujhe is gunaah se
Shehab Kazmi
Ghazal
tum mire dil ko samajhnaa nahii.n patthar jaisaa
ek zarra hai jo taaqat me.n hai jauhar jaisaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
nigaah se bhii ga.e arz-e-haal se bhii ga.e
vo barhamii hai ki ham bol-chaal se bhii ga.e
Afroz Rizvi
Ghazal
baahar damaktii barf me.n andar mahaktii raat me.n
us ke badan kaa phuul hai jaise havaa ke haat me.n
Jamshed Masroor
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
baaham jo husn o ishq me.n yaaraana ho gayaa
ko.ii parii banaa ko.ii diivaana ho gayaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
umr-bhar ishq kisii taur na kam ho aamiin
dil ko har roz ataa ne.amat-e-Gam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
'miir' kyaa chiiz hai 'saudaa' kyaa hai
mujh ko in logo.n kii parvaa kyaa hai